Thursday, August 24, 2006

 

Mirza Ghalib

Never been a fan of gazals and Urdu poetry and particularly Ghalib, as I never been able to understand them. I've seen some people who are. I faintly remember the serial 'Mirza Ghalib' by Gulzar.
Tonight I was listening to 'Ibteda', and I am just in love with the song rendition by Jagjit Singh of this piece from Ghalib. Probabaly the narration in the beginning hooked me in.

Balli maarhah ke mahalle ki wo pechida daleeloN ki see galiYan
saamne Taal ke nuKkad pe baTeroN ke posheede
guD-guDaati hui paaN pi peekoN meiN wo daad wo waH-waH
chand darwaaze par laTke huye boshida se kuch TaaT ke parde
ek baKri ke mamiyaane ki awaaZ
aur dhoondhlaayi huyi shaam ke be-noor andhere
aise deewaroN se mooH joD kar chalte haiN yahaN
chuDi-waala unke katri ke badi bee jaise
apNi boojHti hui aaNkhoN se darwaaze TaTole
isee be-noor andheri see gali qaasim se
Eik tarTeeb ChiraGon kee ShurU hoTi Hai
ek quran-e-sukhan ka safa khulta hai
asad allah Khan 'GHalib' ka patha milta hai.

Comments:
Hats off to you Brijesh,

Awesome.

Thanks for such a wonderful post.

Nitish

"Yeh Massaile tasavuyf, yeh tera bayan ghlib
Tujhe Hum valee samjhte jo na bad-khwaar hota"
 
Post a Comment

<< Home

This page is powered by Blogger. Isn't yours?